
Ek larke ke daant tod diye—Dr. Nabiha ne bataya dupatta chhorne ka asli sabab
Dr. Nabiha Ali Khan ne podcast par bataya ke woh pehle dupatta leti theen, lekin ek waqya ne unki zindagi badal di. Kaam se wapas jaate waqt ek larke ne unka dupatta kheencha, jis par unhone jawab dete hue usse thappad maara aur uske do daant toot gaye. Is haadse ne unhein itna hila diya ke unhone dupatta lena chhor diya.



